zindagi… kehne ko chhota sa shabd lekin uske maayne bilkul alag… kisi k liye zindagi bahut asaan hai kisi k liye bahut mushkil… kisi ko koi chiz paane k liye mehnat nahi karni padti.. or kisi ki poori zindagi nikal jaati hai ek chhoti si tamanna ko poora karne k liye… zindagi hai meharbaan ho to misaal bana deti hai … naraaz ho to tamasha bana deti hai….